How to linked Google Adsense to bank account
Adsense information in hindi
YouTube
Blogging
Admob
Ap jab bhi Adsense se earnings krte ho to apko is proses se niklna hoga. Sahe vo YouTube ho Blogging ho ya fir app Ho. Google se kiya huva earn ko apne bank me lene ke liye ise pura karna padega. pahle
Google Electronic Funds Transfer (EFT) and Check ke throw payment kiya karta tha lekin ab vo vese nhi krta direct apke account me transfer krta he.
Jab Google AdSense par ap $10 + earning kar lete ho tab google ki traf se apke address par ek pin bhejta he or vo pin verification karne ka notification aata hai. Or jab adsense account pin verify kar lete ho. uske bad adsense par bank details submit karne ka function on ho jata he.
Google Adsense account me bank ditel dalne se pehle aapko 2 important code ki jarurat padegi.
1. IFSC ( branch code)
2. SWIFT code - BICcode.
SWIFT BIC code ye international money transfer karne ke liye hota he. iske liye aap ko apne bank apni branch me jana padega or vahase nhi mila to fir apko jis bank me aapka account hai us bank ke customer care number per call kar ke batana hoga ke mere foren se paisa ane wala he to muje meri branch ka swift code dijiye to Vaha se apko mil jayega.
How to Google Adsense Linked to bank account
Fir bhi agar aapko nahi milata he to app online bhi le sakte ho uske liye apko is website jakar apki barach ka name se pta karna padega online tarika acha he lekin agar apko branch se mil jaye to bahut hi acha he. 1 bat ka dharan rahe bank ki har branch ka swift code nhi hota he isiliye uske najdik ki branch ka code bhi lekar dal sakte Ho.
Online swift code lene ke liye is website par jaiye -> click here
Branch code Kya he or vo kaha se le
Actually branch code india ke ander hi payment transfer karne ke liye kam ata he. Or vo apke bank passbook me hi mil jata he. Agar passbook me nhi mile to direct branch jakar le sakte ho.
Google Adsense me Apna Bank Account link link kese Kare in hindi step by step
Step :- 1
Sabse pahle ap google Adsense account par ja kar apne account me log in kare le Login karne ke bad home page par right site me aapke account ka pura balance show hota hoga Balance me icon par click kare. and View Payments par click kare.
Step :- 2
View payments par click karne ke bad apko apni earnings page par le jayega vaha aapko ADD PAYMENT METHOD par click karna hai is page par jane ke liye ap apne Adsense account ke settings>> me payments option par jakar bhi kar sakte ho vaha par payment method par click karke age proses karke.
Step :- 3
Ab jo page open hoga usme aapko apne bank account ki details dalni hai. yad rahe is form ko dhyan se bharna hai. Nhi to details galat hone par aapko payment receive karne me problem ho sakti hai.
Apna name add kare. (aeha par apna bank account me calta name dale.. aapka bank account name or AdSense payee name same hona chahiye. warna aapko payment nahi milega)
How to Google Adsense account linked in bank detail (Google Adsense account ko bank details ke sath kese jode)
1.Beneficiary Id (optional) Aap chahe to apna Passport, aadhaar card ya votor Id number dal sakte hai waise ye jaruri nahi hai.
2.Name on bank account : Apna pura name add kare (aapka bank account me jo name he vo ho dale)
3.Bank name : aapka jis bank me account hai. us bank ka name add kare. jaise state bank of India, Axis bank.
4.IFSC code : Apni bank branch ka IFSC code add kare.
5.SWIFT BIC : Apne bank branch ka SWIFT-BIC code enter kare.
6.Account number : Apna bank account number add kare.
7.Re-type Account number : apna same account number add kare.
8.Intermediary bank (ask your bank)isme khuch likhne ki jarurat nahi hai ye option United States ke liye hai.
9.FFC or FBO (ask your bank) 1,8,9, in tino option ko cod de.
Fir puri diteail barabar check kar le check karne ke bad save button par click kare or save kar le.
Bank account in linked for Google Adsense
Is trah se apne Google Adsense account ko apni bank diteial ke sath link kar liya ab jab bhi aapke account me $100 + dollar income ho jayega tab se apko har mahine ki 21 to 30 tarikh ke beech aapko AdSense payment karta rahega jo ke aapke bank account par ane me 5 -7 din lag sakta hai.
Google Adsense account information in hindi
To i hope dosto apko is post ki information achi lgi hogi or apko Adsense account ko benk diteail ke sath jodne me thodi asani ho gai hogi. Agar apko aeh article pasand aye to ap isko apne friends and ristetaro ke satha share jarur krna.
Google Adsense All information step by step in Hindi
Thank-youpost by :- https://www.allinformation.in
0 टिप्पणियाँ
Friends If you have any problems let us know in the comments.